Monday, May 19, 2014

Maili chadar odh ke kaise


                 



Tuesday, September 3, 2013

Kabhi 2 bhagwan

                    


Wednesday, June 26, 2013

Monday, June 24, 2013

Koi lakh kare chaturai karam ka lekh mite na re bhai कोई लाख करे चतुराई

Koi lakh kare chaturai karam ka lekh mite na re bhai lyrics and notations, notes ,swar कोई लाख करे चतुराई 






Koi laakh karay chaturai
karam ka laikh mitay na re bhai --- Lyrics by  Kavi pardeep

Koi Lakh kare chaturai karm ka lekh mite na re bhai
Karm ka lekh mite na re bhai
zara samjo iski sachai re
karam ka lekh mite na re bhai

Is duniya me bhagye ke aage
chalna kisi ka upaiye
kagad ho to sab koi banche
karam na bancha jai
Ek din Isi kismat ke karan
banko gaye the raghu rai re
karam ka lekh mite na re bhai

Kahe manva dhiraj khota
kahe tu nahak roye
apna sooch kabhi nahi hota
bhagya kare so hoi
chahe ho raja chahe bhikhari
thokar sabhi ne yahan khai re
karam ka lekh mite na re bhai

Ye to sach hai ke bhagwan hai

 



Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai,
Hai Magar Phir Bhi Anjaan Hai, (2)
Dharti Pe Roop Maa Baap Ka,
Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai,
Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai....

Janmdaata Hai Jo, Naam Jinse Mila,
Thamkar Jinki Ungli Hai Bachpan Chala, Ho Ho ho ho...
Kaandhe Par Baithke, Jinke Dekha Jahaan,
Gyan Jinse Mila, Kya Bura Kya Bhala,
Itne Upkaar Hain Kya Kahen,
Yeh Bataana Na Aasaan Hai,
Dharti Pe Roop Maa Baap Ka,
Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai
Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai....

Janm Deti Hai Jo, Maa Jise Jag Kahe,
Apni Santaan Mein, Pran Jiske Rahe, Ho Ho Ho ho...
Loriyan Hothon Par, Sapne Bunti Nazar,
Neend Jo Vaar De, Hanske Har Dukh Sahe,
Mamta Ke Roop Mein Hai Prabhu,
Aapse Paaya Vardaan Hai,
Dharti Pe Roop Maa Baap Ka,
Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai,
Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai....

Aapke Khwab Hum, Aaj Hokar Jawaan,
Us Param Shakti Se Karte Hain Prarthna, ho ho ho ho...
Unki Chhaya Rahe, Rehti Duniya Talak,
Ek Pal Reh Sake Hum Na Jinke Bina,
Aap Dono Salaamat Rahe,
Sabke Dil Mein Yeh Armaan Hai,
Dharti Pe Roop Maa Baap Ka,
Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai,
Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai..

Tora man darpan kahlaye

 


Tora Man Darpan kahlaye Lyrics - Film Kaajal

Tora man darpan kahalaye - 2
Bhale bure sare karmo ko
Dekhe aur dikhaye
Tora man darpan kahalaye - 2

Man hi devata, man hi ishwar
Man se bada na koy
Man ujiyara jab jab phaile
Jag ujiyara hoy
Is ujale darpan pe prani
Dhool na jamane paye
Tora man darpan kahalaye - 2

Sukh ki kaliyan, dukh ke kate,
Man sabaka aadhar
Man se koi bat chhupe na
Man ke nain hazar
Jag se chahe bhag lo koi
Man se bhag na paye
Tora man darpan kahalaye - 2

Chhap tilak sab chheeni re mose naina milai ke


 



Chaap Tilak Sab Chhini Re Lyrics from Aman Ki Asha

 (sargam)
 
 Aa aa aa aa......
 Ho o o o o... miya
 (apani chab banaayike -2, jo main pi ke paas gayi) - (2)
 Jo chhab dekhi pihu ki toh apani bhul gayi
 Chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike
 
 Ho o o miyaan... aa aa aa aa.....
 Chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike
 Ho chaap tilak -2 sab chhini re mose naina milaaike
 
 Aa aa tu mila bhi hai, tu mila bhi hai
 Tu mila bhi hai, tu juda bhi hai - (2)
 Tera kya kehana
 Tu mila bhi hai -2 tu
 Tu mila bhi hai, tu juda bhi hai, tera kya kehana
 Tu sanam bhi hai tu khuda bhi hai, tera kya kehana
 Chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike
 
 Ho chaap tilak -2 sab chhini re mose naina milaaike
 
 Jo tu maange -2 rang ki rangaayi
 Jo tu maange rang ki rangaayi
 Mora jauban giravi rakh le - (2)
 Chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike, chaap tilak
 
 Aa aa bal bal jaaumain tore rang rajwa
 Tore rang, tore rang rajawa
 Bal bal jaaumain -3 tore rang rajwa
 Tore rang rajwa, tore rang rajwa, tore rang rajwa
 Apani si rang dini mose naina milaaike
 Apani si - 3 rang dini mose naina milaaike
 Naina milaaike, naina miaayike, naina mi
 Naina mein kutubuddin, naina allaah uddin
 Naina milaaike, chhaina chalaaike, naina mein aaike
 Naina milaaike, paap adham keh dini re mose naina milaaike
 
 aa aa aa...paap adham ki, ??? baat
 adham ki kahan sunan ki naahi - (2)
 Jo jaane so kahe nahi, jo kahe so jaane naahi
 Chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike
 
 Chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike
 
 Jo tu maange rang ki rangaayi
 Jo tu maange, jo tu maange
 Jo tu maange rang ki rangaayi
 Mora jauban giravi rakh le
 Baawari chundariya, piya ki pagadiya
 Are dono basanti rang de
 Rang de maula rang de - (2)
 Ali rang de sab ko rang de, rang de, rang de... rang rang
 Ho rang de, rang de
 
 Ho prem bhati ka madhawa pilaayike
 Madhawa, madhawa pilaayike, prem bhati ka
 Prem bhati ka madhawa pilaayike, madhawa pilaayike....
 Madhawaari kar dini re mose naina milaayike
 Madhawaari, ho madhawaari kar dini re mose naina milaayike
 Khusro nijaam ke bal bal jaaye, bal bal
 Bal bal jaaye, khusro nijaam ke
 (sargam)
 Khusro nijaam ke (dhan dhan bhaag unake mori sajani -2)
 Jin aiso sundar preetam paayo
 Khelo re chishtiyon ho ri khelon - (2)
 Ho ri khelon, ho ri khelon, ho ri
 Ho ri ho ri khelo ho ri ho ri khelo
 Haaja nijaam dhan dhan bhaag unake mori sajani
 Jin aiso sundar preetam paayo
 Khelo re chishtiyon ho ri khelon
 Haaja nijaamuddin ke bhes mein aayo
 O chaap tilak sab chhini re mose naina milaaike
 Naina milaaike, naina milaaike, naina milaaike