Tuesday, June 4, 2013

Hei dukhbhanjan Maruti Nandan Sun lo meri pukar हे दुःख भंजन

Hei dukhbhanjan Maruti Nandan Sun lo meri pukar हे दुःख भंजन  मारुतिनंदन सुन लो मेरी पुकार



Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan lyrics

Hey dukh bhanjan Maruti Nandan ,
sun lo meri pukar Pawansut vinti barambar
asht siddhi naw nidhi ke data - 2
dukhiyon ke tum bhagya vidhata - 2
Siya Ram ke kaj sawaren mera kar uddhar
Pawansut vinti barambar
Hey dukh bhanjan maruti nandan ,
sun lo meri pukar pawansut vinti baram bar
Pawansut vinti barambar
aprampar hai shakti tumhari - 2
tum par reejhe awadh bihari - 2
bhakti bhav se dhyaoo tohe- 2
kar dukhho se par Pawansut vinti baram bar
Hey dukh bhanjan Maruti Nandan ,
sun lo meri pukar Pawansut vinti barambar
Pawansut vinti barambar
japu nirantar naam tihaara
ab nahi chodun tera dwara -2
Ram bhakt mohe sharan me lije - 2
bhav saagar se taar
Pawansut vinti barambar - 2
Hey dukh bhanjan maruti nandan sun lo meri pukar
Pawansut vinti barambar. - 2

Thursday, May 9, 2013

Jag mein sunder hain do

Jag Mein Sundar Hain Do Naam Chaahe Krishna Kaho Ya Ram Bolo Ram, Ram, Ram Bolo Shyam, Shyam, Shyam Makhan Brij Mein Ek Churaave Ek Ber Bhilni Ke Khaave Prembhav Se Bhare Anokhe Donon Ke Hain Kaam.  Bolo Ram-Ram... Ek Kans Paapi Ko Maare Ek Dusht Ravan Sanhare Donon Deen Ke Dukh Harat Hain Donon Bal Ke Dhaam. Ek Radhika Ke Sang Raaje Ek Janaki Sang Biraaje Chaahe Sita-Ram Kaho Ya Bolo Radhe-Shyam. Ek Hriday Mein Prem Badhaave, Ek Paap Santap Mitaave, Donon Sukh Ke Sagar Hain, Kare Donon Pooran Kaam, Chaahe Krishna Kaho Ya Ram Jag Mein Sundar Hain Do Naam Chaahe Krishna Kaho Ya Ram Bolo Ram, Ram, Ram Bolo Shyam, Shyam, Shyam जग में सुन्दर है दो नाम, चाहे कृष्ण कहो या राम. बोलो राम,राम,राम. बोलो श्याम,श्याम,श्याम. . माखन ब्रिज में एक चुराबे,एक बेर भलऩी के खाबे.. प्रेम भाव से भरे आनोखे दोनों के है काम. चाहे कृष्ण कहो या राम जग में सुन्दर है दो नाम, बोलो राम,राम,राम.बोलो श्याम,श्याम,श्याम. एक ह्रदय में प्रेम  बारहाबे,एक ताप संताप मिटाबे. दोनों सुख के सागर है,और दोनों पूरण काम. एक कंस पापी को मारे,एक दुष्ट रावन संहारे, दोनों दीन के दुःख हरत है,दोनों बल के धाम एक राधिका के संग राजे,एक जानकी संग बिराजे. चाहे सीता-राम कहो, या बोलो राधे-श्याम

Saturday, May 4, 2013

Soona Soona Lage Biraj Ka Dham

Suna Suna lage Biraj ka Dham

Birds in the way Bhent Dwarka


Dwarkadheesh ki galiyon me

Aisa nazara aapne nahin dekha hoga. Prabhu ke darshan mandir ke bahar hi ho gaye. Please keep your eyes open and you will see Live The Lord Krishna.